us zulf ne humse le ke dil basta kiya
us zulf ne ham se le ke dil basta kiyā
abrū ne kajī ke Dhab ko paivasta kiyā
āñkhoñ ne nigah ne aur mizha ne kyā kiyā
kaifī kiyā dīvāna kiyā ḳhasta kiyā
us zulf ne hum se le ke dil basta kiya
abru ne kaji ke Dhab ko paiwasta kiya
aankhon ne nigah ne aur mizha ne kya kiya
kaifi kiya diwana kiya KHasta kiya
- Kulliyat-e-Nazeer Akbarabadi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.