aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye qaul kisi buzurg ka sachcha hai

Ismail Merathi

ye qaul kisi buzurg ka sachcha hai

Ismail Merathi

MORE BYIsmail Merathi

    ye qaul kisī buzurg sachchā hai

    Daalī se judā na ho to phal kachchā hai

    chhoḌī nahīñ jis ne hubb-e-duniyā dil se

    go riish safed ho magar bachchā hai

    ye qaul kisi buzurg ka sachcha hai

    Dali se juda na ho to phal kachcha hai

    chhoDi nahin jis ne hubb-e-duniya dil se

    go rish safed ho magar bachcha hai

    Source:

    Kulliyat-w-Hayat-e-Ismail Ba-Tasveer (Pg. ebook-526 page-338)

    • Author: Mohammad Aslam Saifi
      • Publisher: Dayal Printing Press, Delhi
      • Year of Publication: 1939
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now