aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "جغرافیہ"
baiThe baiThe ghuumne vaalaaduniyaa kaa naqsha miltaa hai
mai.n zamiino.n kii lakiiro.n me.n ulajhtaa kaiseaasmaano.n se mirii gardish-e-paa lagtii hai
kaun is zamiin parrakh gayaa hai aasmaa.n
mujhe zamiin kii parto.n me.n rakh diyaa kis nemai.n ek naqsh thaa aflaak pe ubhaaraa hu.aa
ham to samjhe the duniyaa hai piichhe vahaa.n is liye aur aage hii ba.Dhte ga.eDhuu.nDne vaale jaane kahaa.n kho ga.e naqsh-e-paa yuu.n banaane se kyaa faa.eda
alag naqsha banaataa hai udhar ik aasmaa.n vaalaazamii.n vaale zamii.n par jab ko.ii naqsha banaate hai.n
kise KHabar ki hai kyaa kyaa ye jaan thaame hu.ezamiin thaame hu.e aasmaan thaame hu.e
itnii uu.nchaa.ii se dhartii kii KHabar kyaa jaaneus ko miTTii ne hii paalaa hai shajar kyaa jaane
naqsh hai kaun aasmaano.n me.nin zamiino.n me.n kis kaa chehra hai
lahuu-lahuu zamiin hai lahuu-lahuu hai aasmaa.nye naqsh-e-paa-e-dil safar ke aaKHirii nishaa.n nahii.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books