aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "منقطع"
rishto.n ke pul TuuT chuke hai.nduur vaso yaa paas re jogii
baat bhii rah ga.ii adhuurii hiilafz bhii kho gayaa sadaa ban kar
chalte chalte saathii ko.ii bichh.Daa to afsos hu.aahaatho.n se jab haath kisii kaa chhuuTaa to afsos hu.aa
KHatm ho kar bhii chal rahii hai kahii.ndaastaa.n jo ki ruk ga.ii hai kahii.n
jis rishte kii KHaatir had se guzre hamTuuTaa to is rishte par kyaa guzrii hai
rishte naate tamaam TuuT ga.esar-phiraa hai ki TuuTtaa hii nahii.n
yaa to dha.Dkan hii band ho jaa.eyaa ye KHaamoshii-e-fazaa TuuTe
ye duniyaa adhuurii sii lagne lagiiachaanak mujhe jaane kyaa ho gayaa
TuuTaa huu.n is tarah ki bikhartaa chalaa gayaabikhraa huu.n is tarah ki sa.nvarnaa muhaal hai
rishte naate TuuTe phuuTe lage hai.njab bhii apnaa saaya saath nahii.n hotaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books