aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "کلائمکس"
chaaro.n taraf buland nishaa.n tiirgii kaa thaarakkhaa hu.aa fasiil pe sar raushnii kaa thaa
dil ke hujre me.n Taa.ng rakkhii hai'miir' 'Gaalib' 'jigar' kii tasviire.n
KHvaabo.n ke ishtihaar the diivaar-e-jism pardil ko har ek mo.D pe be-KHvaabiyaa.n milii.n
ai barq-e-husn dil kii fazaa par bhii ik jhalaktaariik hai ye tuur-e-tajallii tire baGair
uupar vaalii jeb me.n rakhnaanusKHe paagal-KHaane vaale
ibtidaa-e-hayaat phuulo.n seaur hai iKHtitaam kaa.nTo.n par
bharii bazm me.n gul-fishaa.n aur bhii hai.nhamaare sivaa nukta-daa.n aur bhii hai.n
shauq hai gar vaqaar kaa gulshan-e-rozgaar me.nphuulo.n ke saath hii 'aziiz' kaa.nTo.n se bhii nibaah kar
bane hu.e hai.n fasiil-e-nazar dar-o-diivaarhar ik taraf dar-o-diivaar par dar-o-diivaar
shoKH patte lahlahaate hai.n shajar kejaise ko.ii ishtihaar apne hunar ke
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books