aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".luck"
ai shauq vahii mai pii ai hosh zaraa so jaamehmaan-e-nazar is dam ik barq-e-tajallii hai
ham kahaa.n qismat aazmaane jaa.e.ntuu hii jab KHanjar-aazmaa na hu.aa
na puuchh aalam-e-bargashta-taala.ii 'aatish'barastii aag jo baaraa.n kii aarzuu karte
vahii merii kam-nasiibii vahii terii be-niyaaziimire kaam kuchh na aayaa ye kamaal-e-nai-navaazii
kisii kii shaamat aa.egii kisii kii jaan jaa.egiikisii kii taak me.n vo baam par ban-Than ke baiThe hai.n
qahr hai maut hai qazaa hai ishqsach to yuu.n hai burii balaa hai ishq
KHaak honaa hii jab muqaddar haiab jahaa.n baKHt-e-naa-rasaa le jaa.e
jise nasiib ho roz-e-siyaah meraa saavo shaKHs din na kahe raat ko to kyuu.nkar ho
kis se mahruumii-e-qismat kii shikaayat kiijeham ne chaahaa thaa ki mar jaa.e.n so vo bhii na hu.aa
chamak ke aur ba.Dhaa.o mirii siyah-baKHtiikisii ke ghar ke ujaalo tumhe.n kisii se kyaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books