aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".wet"
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karovaqt-e-sarod dard kaa ha.ngaam hii to hai
apne sab yaar kaam kar rahe hai.naur ham hai.n ki naam kar rahe hai.n
aap kii yaad aatii rahii raat bharchashm-e-nam muskuraatii rahii raat bhar
ab tak mirii yaado.n se miTaa.e nahii.n miTtaabhiigii hu.ii ik shaam kaa manzar tirii aa.nkhe.n
paraa.ii aag pe roTii nahii.n banaa.uu.ngaamai.n bhiig jaa.uu.ngaa chhatrii nahii.n banaa.uu.ngaa
meraa taaluu tar kar dosach-much pyaasaa lagtaa huu.n
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaanekis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
ik ajnabii jho.nke ne jab puuchhaa mire Gam kaa sababsahraa kii bhiigii ret par mai.n ne likhaa aavaargii
is bastii me.n kaun hamaare aa.nsuu po.nchhegaajo miltaa hai us kaa daaman bhiigaa lagtaa hai
bhiigii hu.ii aa.nkho.n kaa ye manzar na milegaaghar chho.D ke mat jaa.o kahii.n ghar na milegaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books