SEARCH RESULTS
Showing search results for ".wet"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".wet"
Article
The apparition of these faces in the crowd Petals on a wet, blad bough...
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
jin ke liye apne to yuu.n jaan nikalte hai.n
is raah me.n ve jaise anjaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR ".wet"
MORE MATCHES FOR ".wet"
Ghazal
majnuu.n na dasht me.n hai na farhaad koh me.n
thaa jin se lutf-e-zindagii ve yaar mar ga.e
Meer Taqi Meer
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
ved in kii Toh ko paa na sake
aur ToTke sab be-kaar ga.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dharti ki sulagti chhati se bechain sharare puchhte hain
insaan kii is zillat se pare shaitaan kii zillat kyaa hogii
ye ved haTaa qur.aan uThaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kyaa jaane.n ve murGaan-e-giraftaar-e-chaman ko
jin tak ki ba-sad-naaz nasiim-e-sahar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
suurat-paziir ham bin hargiz nahii.n ve maane
ahl-e-nazar hamii.n ko ma.abuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ve suurate.n ilaahii kis mulk bastiyaa.n hai.n
ab dekhne ko jin ke aa.nkhe.n tarastiyaa.n hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Hindi Ghazal
ve kah rahe hai.n Gazal-go nahii.n rahe shaa.er
mai.n sun rahaa huu.n har ik samt se Gazal logo