aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".wise"
ye kis kaa tasavvur hai ye kis kaa fasaanaa haijo ashk hai aa.nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai
kisii ko denaa ye mashvara ki vo dukh bichha.Dne kaa bhuul jaa.eaur aise lamhe me.n apne aa.nsuu chhupaa ke rakhnaa kamaal ye hai
gar dil ko bas me.n paa.e.n to naaseh tirii sune.napnii to marg-o-ziist hai us bevafaa ke haath
baat to dil-shikan hai par yaaroaql sachchii thii ishq jhuuTaa thaa
daanaa.o.n kii baat na maanii kaam aa.ii naadaanii hiisunaa havaa ko pa.Dhaa nadii ko mausam ko ustaad kiyaa
shaiKH jii kii nasiihat bhii achchhii baat vaa.iz kii bhii KHuub lekinjab bhii chhaatii hai.n kaalii ghaTaa.e.n bin piye kaam chaltaa nahii.n hai
tuu barg-e-gayaa hai na vahii ahl-e-KHirad raao kisht-e-gul-o-laala ba-baKHshad ba-KHare chand
kahii.n bose kii mat jur.at dilaa kar baiThiyo un seabhii is had ko vo kaifii nahii.n hushyaar baiThe hai.n
saf-e-aaKHir se la.D rahaa thaa mai.naur yahaa.n laash-vaar aayaa huu.n
be-duniyaa.ii ne is dil kii aur bhii duniyaa-daar kiyaadil par aisii TuuTii duniyaa tark zaraa duniyaa kii thii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books