aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "Tv"
hame.n banaa diye kamre KHud us ko T v parmadiina jab nazar aayaa to baap rone lagaa
abhii dekhaa hai kuchh T.v me.n shaayadmire bachche mujhii se Dar rahe hai.n
raat ga.e tak chaltii hai Tv par filmroz namaaz-e-fazr qazaa ho jaatii hai
america me.n T-V-chanel chupke se dar aa.e thechal nikle to urdu ke sab aKHbaaro.n ko maar diyaa
aa.nkho.n ko merii sach se bachaane kii fikr me.nT v ke screen pe chipkaa diyaa gayaa
hamesha ek hii manzar ye T-v band kar Daalokaro.Do.n logo.n kaa ye ronaa-dhonaa kaun dekhegaa
vo jis kii aa.nkh me.n ab tak mashaal zinda haivo maa.n to T-V bhii ab dekhtii nahii.n hogii
band kar T v kii KHabre.n be-KHabarchal ko.ii column sunaa aKHbaar se
hai star T v kaa tohfa ye shaayadki bachche hamaare siyaane bahut hai.n
shohrat kamaa rahe hai.n ye channel na.e na.eT v pe ek duuje kii pag.Dii uchhaal kar
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books