aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "air"
kuchh to havaa bhii sard thii kuchh thaa tiraa KHayaal bhiidil ko KHushii ke saath saath hotaa rahaa malaal bhii
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaajho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho
kyaa hii shikaar-farebii par maGruur hai vo sayyaad bachataa.ir u.Dte havaa me.n saare apne asaaraa jaane hai
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazirbaanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
u.Dne do parindo.n ko abhii shoKH havaa me.nphir lauT ke bachpan ke zamaane nahii.n aate
shaam furqat kii lahlahaa uTThiivo havaa hai ki zaKHm bharte hai.n
zo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard hu.aabaavar aayaa hame.n paanii kaa havaa ho jaanaa
havaa me.n nashsha hii nashsha fazaa me.n rang hii ra.ngye kis ne pairahan apnaa uchhaal rakkhaa hai
havaa kii tarah musaafir the dilbaro.n ke dilunhe.n bas ek hii ghar kaa azaab kyaa dete
khol kar band-e-qabaa gul ke havaaaaj KHushbuu ko rihaa kartii hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books