aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "away"
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.nye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.nfaqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
us kii yaad kii baad-e-sabaa me.n aur to kyaa hotaa hogaayuu.nhii mere baal hai.n bikhre aur bikhar jaate ho.nge
kahaa.n mai-KHaane kaa darvaaza 'Gaalib' aur kahaa.n vaa.izpar itnaa jaante hai.n kal vo jaataa thaa ki ham nikle
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaqtujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kahokahii.n to bahr-e-KHudaa aaj zikr-e-yaar chale
ba.ad bhii tere jaan-e-jaa.n dil me.n rahaa ajab samaa.nyaad rahii tirii yahaa.n phir tirii yaad bhii ga.ii
haalat-e-haal ke sabab haalat-e-haal hii ga.iishauq me.n kuchh nahii.n gayaa shauq kii zindagii ga.ii
charaaG jalte hii biinaa.ii bujhne lagtii haiKHud apne ghar me.n hii ghar kaa nishaa.n nahii.n miltaa
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataavagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books