aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "azm"
pahle dil ko aas dilaa kar be-parvaa ho jaataa thaaab to 'azm' bikhar jaataa huu.n mai.n KHud ko bahlaane me.n
ise Gussa na samjho 'azm' ye mere lahuu me.nmusalsal zabt karne kii rivaayat ro rahii hai
itne daavo.n se guzar kar ye KHayaal aataa hai'azm' kyaa tum ne kabhii harf-e-nadaamat likkhaa
itne daa.o.n se guzar kar ye KHayaal aataa hai'azm' kyaa tum ne kabhii harf-e-nadaamat likhkhaa
sunaa rahe ho yuu.n vahshat me.n haal-e-Gam jo 'azm'hu.aa vo naala-e-dil dard kaa bayaa.n na hu.aa
kha.De hai.n log ahl-e-zar ke aage sar jhukaa.e kyo.n'aziim' apne KHudaa kaa hii sahaaraa jagmagaataa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books