SEARCH RESULTS
Showing search results for "azm"
Ghazal MATCHES FOR "azm"
Ghazal
Abdullateef Shauq
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jab apnaa qaafila 'azm-o-yaqii.n se niklegaa
jahaa.n se chaahe.nge rasta vahii.n se niklegaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
rah vafaa me.n ko.ii saahib-e-junuu.n na milaa
dilo.n me.n azm to paa.e rago.n me.n KHuu.n na milaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
zulm kii raah me.n diivaar hu.aa karte the
ham kabhii azm ke kohsaar hu.aa karte the
Faizan Arif
Ghazal
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
mahruum fazaa.o.n me.n maayuus nazaaro.n me.n
tum 'azm' nahii.n Thahre mai.n kaise Thahar jaataa
Azm Bahzad
Ghazal
himmat-o-azm badal jur.at-e-kirdaar badal
ruKH-e-dauraa.n ko palaT vaqt kii raftaar badal
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naaKHudaa saKHt KHafaa garche hamii.n par the bahut
ham ne bhii azm ke pahne hu.e zevar the bahut
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
nadii pahaa.D samundar chaTaan kuchh bhii nahii.n
javaa.n ho azm to phir aasmaan kuchh bhii nahii.n
Deedar Bastawi
Ghazal
yahii hai azm ki dil bhar ke aaj ro liije
ki kal ye diida-e-pur-nam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
azm puKHta hii sahii tark-e-vafaa kaa lekin
muntazir huu.n ko.ii aa kar mujhe samjhaa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kahii.n jo azm zaraa hausla nikal aa.e
fasiil-e-Gam se nayaa raastaa nikal aa.e