aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "bale"
bailo.n ko ik gaThrii ghaas insaano.n ko do roTiikheto.n ko bhar gehuu.n se kaa.ndho.n ko hal de maalik
ye karvaT kii aahaT balaa hai bu.aachhapar-khaT pe karte hai.n kaayaa-palaT
balaa kaa zikr kyaa ye mauj bhii Ganiimat haitamaashaa dekh rahe hai.n yahii Ganiimat hai
ek uj.Dii hu.ii hasrat hai ki paagal ho karbain har shahr me.n kartii hu.ii dekhii ga.ii hai
do chaar jhuuT bol ke aa.ii balaa ko Taalsach bolne ke jurm me.n goyaa.ii jaa.egii
be-hunar le ke haath me.n teshabaa-hunar ke hunar se khelegaa
anaa ko baa.ndhtaa rahtaa huu.n apne shero.n me.nbalaa ko baa.ndhtaa rahtaa huu.n apne shero.n me.n
balaa kii bhii.D hai us kii galii me.ntaraf-daaro.n kii gintii ho rahii hai
kare.n kyaa ye balaa apne liye KHud muntaKHab kii haigilaa baaqii rahaa lekin shikaayat chho.D dii ham ne
bhalaa kyaa khel hai kaar-e-mohabbatjo daanista dobaara kar liyaa jaa.e
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books