SEARCH RESULTS
Showing search results for "bale"
Ghazal MATCHES FOR "bale"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n adam se bhii pare huu.n varna Gaafil baar-haa
merii aah-e-aatishii.n se baal-e-anqaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yak-baKHt auj nazr-e-subuk-baarii-e-'asad'
sar par vabaal-e-saaya-e-baal-e-humaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
parvaaz-haa niyaaz-e-tamaashaa-e-husn-e-dost
baal-e-kushaada hai nigah-e-aashnaa mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
is baadshaah-e-husn kii manzil me.n chaahiye
baal-e-humaa kii par-chhatii diivaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
junuun-e-aa.ina mushtaaq-e-yak-tamaashaa hai
hamaare safhe pe baal-e-parii se mistar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
Gaflat ba-baal-e-jauhar-e-shamshiir par-fishaa.n
yaa.n pusht-e-chashm-e-shoKHii-e-qaatil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
koh ke ho.n baar-e-KHaatir gar sadaa ho jaa.iye
be-takalluf ai sharaar-e-jasta kyaa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
phir hu.aa vaqt ki ho baal-kushaa mauj-e-sharaab
de bat-e-mai ko dil-o-dast-e-shanaa mauj-e-sharaab
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
miinaa-e-mai hai sarv nashaat-e-bahaar se
baal-e-tadrav jalva-e-mauj-e-sharaab hai
Mirza Ghalib
Ghazal
vo be-dimaaG-e-minnat-e-iqbaal huu.n ki mai.n
vahshat ba-daaG-e-saaya-e-baal-e-humaa karuu.n