aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "company"
aaj tak nazro.n me.n hai vo sohbat-e-raaz-o-niyaazapnaa jaanaa yaad hai teraa bulaanaa yaad hai
ai dil tujhe dushman kii bhii pahchaan kahaa.n haituu halqa-e-yaaraa.n me.n bhii mohtaat rahaa kar
us ke nazdiik Gam-e-tark-e-vafaa kuchh bhii nahii.nmutma.in aisaa hai vo jaise hu.aa kuchh bhii nahii.n
tire jilau me.n bhii dil kaa.np kaa.np uThtaa haimire mizaaj ko aasuudgii bhii raas nahii.n
yuu.n zindagii guzaar rahaa huu.n tire baGairjaise ko.ii gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
tum aa.e ho tumhe.n bhii aazmaa kar dekh letaa huu.ntumhaare saath bhii kuchh duur jaa kar dekh letaa huu.n
dekhaa 'asad' ko KHalvat-o-jalvat me.n baar-haadiivaana gar nahii.n hai to hushyaar bhii nahii.n
ab raftagaa.n kii baat nahii.n kaarvaa.n kii haijis samt bhii ho gard-e-safar jaanaa chaahiye
guzre jo apne yaaro.n kii sohbat me.n chaar dinaisaa lagaa basar hu.e jannat me.n chaar din
chaman tum se ibaarat hai bahaare.n tum se zinda hai.ntumhaare saamne phuulo.n se murjhaayaa nahii.n jaataa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books