aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "curfew"
nahii.n ho tum to aisaa lag rahaa haiki jaise shahr me.n curfew lagaa hai
are kam-baKHt tuu curfew me.n bhii ghar nahii.n jaataasahaafii teraa aKHbaarii bichhaunaa kaun dekhegaa
kitne nau-umro.n ke qisse paak kiyecurfew me.n chaltaa hu.aa KHanjar zindaabaad
yahaa.n kyaa qatl KHvaabo.n kaa hu.aa haitirii aa.nkho.n me.n kyo.n curfew lagaa hai
phir hu.aa yuu.n curfew kii KHaamushii ke darmiyaa.ndard me.n Duubii hu.ii aa.ii qalandar kii pukaar
bhar gayaa hai peT laasho.n se sa.Dak kaaho ga.ii hai intihaa curfew lagaa hai
aag kaa dariyaa makaano.n tak na pahu.ncheho dukaano.n kaa bhalaa curfew lagaa hai
ghuumte hai.n sirf sannaaTe galii me.naadmii hai laapata curfew lagaa hai
boriyaa bistar uThaa curfew lagaa haimat kisii ko de sadaa curfew lagaa hai
kal kaa suuraj kyaa dikhaa.e raam jaaneaaj ik hafta hu.aa curfew lagaa hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books