aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "dark"
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat haiso us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
mire junuu.n kaa natiija zaruur niklegaaisii siyaah samundar se nuur niklegaa
in charaaGo.n ke tale aise a.ndhere kyuu.n haitum bhii rah jaa.oge hairaan zaraa dekh to lo
ye hamii.n the jin ke libaas par sar-e-rah siyaahii likhii ga.iiyahii daaG the jo sajaa ke ham sar-e-bazm-e-yaar chale ga.e
aaj bhii ai kanaar-e-baan mujheterii ik saa.nvlii se KHatra hai
saaqiyaa ek nazar jaam se pahle pahleham ko jaanaa hai kahii.n shaam se pahle pahle
raushnii kam thii magar itnaa a.ndheraa to na thaasham-e-ummiid bhii gul ho ga.ii jalte jalte
rut hai barsaat kii dekho zid mat karo raat a.ndherii hai baadal hai.n chhaa.e hu.eruk bhii jaa.o sanam tum ko merii qasam ab kahaa.n jaa.oge aisii barsaat me.n
gahrii raat hai aur tuufaan kaa shor bahutghar ke dar-o-diivaar bhii hai.n kamzor bahut
ik to shab-e-firaaq ke sadme hai.n jaa.n-gudaazandher is pe ye hai ki hotii sahar nahii.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books