SEARCH RESULTS
Showing search results for "dark"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dark"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "dark"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dark"
Nazm
dar-guzar
be-gunaahii kii sazaa thii ki vo sach kaa in.aam
rasan o daar ke mimbar pe biThaayaa mujh ko
Shaz Tamkanat
Ghazal
giraa ke dark-o-basiirat kii bijliyaa.n paiham
ta.assubaat ke Tuk.De u.Daa liye ham ne
Akhtar Ansari
Ghazal
kisii ko kaam me.n tere nahii.n dark
abas 'haatim' ko tuu shaamil kare hai