aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "din"
mu.nh kii baat sune har ko.ii dil ke dard ko jaane kaunaavaazo.n ke baazaaro.n me.n KHaamoshii pahchaane kaun
nazdiikii o duurii kii kashaakash ko miTaa deis ja.ng me.n tuu sulh ke parcham kii tarah aa
din kaa apnaa bhii shor thaa lekinshab kii aavaaz be-sadaa bhii thii
vaqt ke shor me.n yuu.n chiiKH rahe hai.n lamhebahte paanii me.n ko.ii Duub rahaa ho jaise
ab miraa ishq dhamaalo.n se kahii.n aage haiab zaruurii hai ki mai.n vajd me.n laa.uu.n tujh ko
vo jo shor-e-lutf-e-suKHan rahaa vo jo zor-e-lutf-e-bayaa.n rahaamire ham-suKHan mire ham-zabaa.n tujhe yaad ho ki na yaad ho
saaz o sadaa ke shor me.n gum ho gayaa 'jamiil'kis kis ke dil kaa dard thaa shahnaa.iyo.n me.n bhii
kaa.enaat aur zaat me.n kuchh chal rahii hai aaj kaljab se andar shor hai baahar hai sannaaTaa bahut
jaate nahii.n uThaa.e ye shor har sahar keyaa ab chaman me.n bulbul ham hii rahe.nge yaa tuu
saaqii ke dar pe aaj baGaavat ke shor me.nham jaam jaam jaam pukaare chale ga.e
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books