aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "egg"
saaraa jvaar-bhaaTaa mire dil me.n hai magarilzaam ye bhii chaa.nd ke sar jaanaa chaahiye
kyaa ta.ng ham sitam-zadagaa.n kaa jahaan haijis me.n ki ek baiza-e-mor aasmaan hai
shor-e-timsaal hai kis rashk-e-chaman kaa yaa rabaa.ina baiza-e-bulbul nazar aataa hai mujhe
naala sarmaaya-e-yak-aalam o aalam kaf-e-KHaakaasmaa.n baiza-e-qumrii nazar aataa hai mujhe
bajaa.e daana KHirman yak-bayaabaa.n baiza-e-qumriimiraa haasil vo nusKHa hai ki jis se KHaak paidaa ho
TuuT jaa.e agar to har anDaakuchh safedii hai aur zardii hai
ek parvaaz ko bhii ruKHsat-e-sayyaad nahii.nvarna ye kunj-e-qafas baiza-e-faulaad nahii.n
mah-jabiino.n kii mohabbat kaa natiija na milaamurGiyaa.n paalii.n magar ek bhii anDaa na milaa
kyaa mubaarak hai miraa dast-e-junuu.n ai 'naasiKH'baiza-e-buum bhii TuuTe to humaa paidaa ho
mujhe na.ii shakl kii zamii.n par hai baat karniimai.n baizavii guftuguu se aage nikal gayaa huu.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books