SEARCH RESULTS
Showing search results for "egg"
Nazm MATCHES FOR "egg"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ilm o hikmat rahzan-e-saamaan-e-ashk-o-aah hai
ya.anii ik almaas kaa Tuk.Daa dil-e-aagaah hai
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
rindii se bhii aagaah sharii.at se bhii vaaqif
puuchho jo tasavvuf kii to mansuur kaa saanii
Allama Iqbal
Nazm
shama
me.n josh iztiraab se siimaab vaar bhii
aagaah-e-iztiraab dil-e-be-qaraar bhii
Allama Iqbal
Nazm
dard-e-dil
kis ko ma.aluum thii is gulshan-e-aKHlaaq kii raah
mai.n ne phuulo.n ko kiyaa ra.ng-e-vafaa se aagaah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ishq-o-dosti
chaahiye yuu.n nazar-andaaz kare
ki havaa bhii nahii.n goyaa aagaah
Azeemuddin Ahmad
Nazm
huzn-e-insan
ik zamistaa.n kii hasiin raat kaa ha.ngaam-e-tapaak
us kii lazzaat se aagaah hai kaun
Noon Meem Rashid
Nazm
gandhi-jayanti par
hamaare dil munavvar kar diye nuur-e-mohabbat se
hu.e aagaah ahl-e-dahr ramz-e-aadamiyat se
kanval Dibaivi
Nazm
KHushamad
mai.n kaar-e-jahaa.n se nahii.n aagaah valekin
arbaab-e-nazar se nahii.n poshiida ko.ii raaz
Allama Iqbal
Nazm
aaina aur main
mire is ahd ke shiishagaro, saudaagaro sun lo!
suno, aagaah ho jaa.o
Khalid Mubashshir
Nazm
mashwara
ye nahii.n hai ki mai.n is dard se aagaah nahii.n
tuu Gam-e-dahr pe rotii hai pataa hai mujh ko
Daud Ghazi
Nazm
mashwara
kar rahaa huu.n vaqt se pahle tujhe aagaah dekh
sun na vaalid kii nasiihat apnii bas tanKHvaah dekh