aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "factory"
yahaa.n ik madrasa hotaa thaa pahlemagar ab kaarKHaana chal rahaa hai
KHaak-baazi-e-ummiid kaar-KHaana-e-tifliiyaas ko do-aalam se lab-ba-KHanda vaa paayaa
ye bhii mumkin hai ki is kaar-gah-e-dil me.n 'zafar'kaam ko.ii kare aur naam kisii kaa lag jaa.e
ab kaargah-e-dahr me.n lagtaa hai bahut dilai dost kahii.n ye bhii tiraa Gam to nahii.n hai
kaar-gaah-e-hastii me.n laala daaG-saamaa.n haibarq-e-KHirman-e-raahat KHuun-e-garm-e-dahqaa.n hai
gulaab cinema se pahle chaa.nd baaG ke ba.adutar pa.Duu.ngaa jahaa.n kaarKHaana aataa hai
kyaa KHuub tamaasha hai ye kaar-gah-e-hastiihar jism salaamat hai har zaat adhuurii hai
ek do huu.n to sahar-e-chashm kahuu.nkaarKHaana hai vaa.n to jaaduu kaa
kaar-gah-e-baqaa mujhe zaat-o-hayaat-o-kaa.enaatzaat-o-hayaat-o-kaa.enaat daa.era-e-fanaa mujhe
asnaam-taraashii bhii ba.Dii chiiz hai lekinhai naazukii-e-kaargah-e-shiisha-garaa.n aur
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books