aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "hallucination"
aa ga.ii kashtii bhaTak kar aab se suu-e-saraabbhar gayaa reg-e-ravaa.n se jaal maahii-giir kaa
ajiib dasht-e-tamannaa se thaa guzar 'KHaalid'badan me.n reg-e-ravaa.n thii safar me.n paanii thaa
haliim aisaa ki diivaanii ek duniyaa thiiki us se haath milaanaa savaab lagtaa thaa
ye jo har harf mire lafz kaa uljhaa hu.aa haiaise lagtaa hai kahii.n KHvaab me.n sochaa hu.aa hai
aa.iine me.n aa.iinahairaanii sii hairaanii
the abhii to vo yahaa.n kahte hai.n aur Dhuu.nDhte hai.nKHvaab ham dekh ke diivaane se ban jaate hai.n
jaise dekhaa hai dikhaayaa bhii nahii.n jaa saktaaKHvaab kaa haal sunaayaa bhii nahii.n jaa saktaa
manzar dekhne vaalaa ho par ko.ii na dekhne vaalaa hoko.ii na dekhne vaalaa ho aur duur talak hairaanii ho
aa.nkh buntii hai kisii KHvaab kaa taanaa-baanaaKHvaab bhii vo jo mirii nii.nd u.Daa saktaa hai
ik bhuule hu.e des kaa sapnaaaa.nkho.n me.n ghultaa jaataa thaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books