aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "happy"
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar haiaa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
qanaa.at na kar aalam-e-ra.ng-o-buu parchaman aur bhii aashiyaa.n aur bhii hai.n
KHush rahe tuu ki zindagii apniiumr bhar kii umiid-vaarii hai
dil mudda.ii ke harf-e-malaamat se shaad haiai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
hotaa hai nihaa.n gard me.n sahraa mire hoteghistaa hai jabii.n KHaak pe dariyaa mire aage
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuurjuz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
paa-e-kuubaa.n ko.ii zindaa.n me.n nayaa hai majnuu.naatii aavaaz-e-salaasil kabhii aisii to na thii
ye qanaa.at hai itaa.at hai ki chaahat hai 'faraaz'ham to raazii hai.n vo jis haal me.n jaisaa rakkhe
dilkash aisaa kahaa.n hai dushman-e-jaa.nmudda.ii hai pa mudda.aa hai ishq
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books