aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "hindustan ke"
kal numaa.ish me.n milaa vo chiith.De pahne hu.emai.n ne puuchhaa naam to bolaa ki hindustaan hai
baiThaa hai jo ki saaya-e-diivaar-e-yaar me.nfarmaa.n-ravaa-e-kishvar-e-hinduustaan hai
KHudaa yahaa.n bhii ta'assub vahaa.n bhii hai ki nahii.nkarachi vaalo.n se hindostaan puuchhtaa hai
ham hu.e aazaad hindustaan aadhaa rah gayaaphir ta.ajjub kyaa jo paakistaan aadhaa rah gayaa
yahaa.n to krishn bhii hai.n kans bhiihamaaraa 'ishq hindustaan hai
aur KHuraasaa.n asfahaan iiraan aur tuuraan kophir hamaare gulshan-e-hindostaa.n ko ishq hai
hindii kii apnii shaan hai urdu kii apnii shaandono.n hii aan-baan hai.n hindostaan kii
huu.n yahaa.n is liye dakan ko 'riyaaz'rashk hindostaan par kuchh hai
ai KHaak-e-hind bol ki tuu jaantii hai sabkuchh to bataa kahaa.n mire la.al-o-gohar ga.e
shoKHii se pahu.nchiye juu.n hind me.n tuutii 'qaa.em'aage 'saudaa' ke mai.n le kar ye Gazal jaa.uu.ngaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books