aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "hooting"
kii o ho-ho kisii ne dekh 'naziir'ko.ii kahne lagaa ahaa-haahaa
bhii.D me.n guu.ngo.n kii pahchaan banaane ke liyehausla chaahiye aavaaz uThaane ke liye
ho.nTo.n kii KHushbuu kii jaanibaatii aur sharmaatii chi.Diyaa
lafz aavaaz ke jangal me.n bhaTaktaa hai magarus ke ho.nTo.n se adaa ho to sa.nvar jaataa hai
na chaahte hu.e ho.nTo.n ko khol lete hai.njhi.njho.Dtaa ko.ii andar to bol lete hai.n
navaah-e-shahr me.n sun bhe.Diyo.n kii aavaaze.nlahuu kii chiiKH har ik kuu-e-be-amaan se sun
GauGaa khaTpaT chiiKHam dhaa.Duf aavaazo.n ke jhankaa.D
pahre ho.nTo.n pe biThaane vaalebaat aa.nkho.n se bhii kii jaatii hai
shaam Dhale ik huuk sunii haiyaad kaa panchhii lauTaa hogaa
ruu-ba-ruu ho.n to guftuguu bhii kare.nkaun aavaaz se lipaT jaa.e
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books