aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "hosh"
vo nahii.n hai to Gamistaa-e-taKHayyul kii qasam'hosh' afsurda kahaanii hai tire shahr kii raat
un ke siino.n me.n dahakte hu.e a.ngaare hai.ntum ne dekhe hai.n jo ha.nste hu.e insaa.n ai 'hosh'
zindagii is liye shaayad hai pashemaa.n ai 'hosh'ki faqat maut hai sarmaaya-e-insaa.n ai 'hosh'
Gam-e-dil sunaataa huu.n mai.n 'hosh' un komagar ko.ii dekhe mirii be-qaraarii
'hosh' karte na agar zabt-e-fuGaa.n kyaa kartepursish-e-Gam kaa saliiqa bhii to yaaro.n me.n na thaa
ham ne sau.npii hai unhe.n apnii hifaazat ai 'hosh'jin ko aayaa nahii.n KHud apnii nigahbaa.n honaa
sun kar ki 'hosh' ne bhii kiyaa tark-e-aarzuukohraam ik machaa hu.aa shahr-e-vafaa me.n hai
tiirgii ke parde me.n marg-e-tiirgii hai 'hosh'jab uThaa hijaab-e-shab mehr zau-fishaa.n dekhaa
majbuur-e-yaqiin-e-va.ada huu.n mai.nai 'hosh' vo aa.e.n yaa na aa.e.n
ham jinhe.n 'hosh' tajaahul se KHataa samjhe thenaavak-e-naaz vo sab dil me.n taraazuu nikle
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books