aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "karachi"
aduu havaa.o karaachii ke log haare nahii.njo ghar giraa.o vo baar-e-digar banaate hai.n
ham se jis ke taur ho.n baabaa dekhoge do ek hii aurkahne ko to shahr-e-karachi bastii dil-zadagaa.n kii hai
KHudaa yahaa.n bhii ta'assub vahaa.n bhii hai ki nahii.nkarachi vaalo.n se hindostaan puuchhtaa hai
karachi kaa kitchen ho yaa vo dakkan kii raso.ii honamak kaa farq hai baigan baghaare ek jaise hai.n
baraa.e-aqd-KHvaanii qaaziyo.n me.n farq hai lekinkarachi aur dillii ke chuvaare ek jaise hai.n
aaj KHaamosh hai.n ha.ngaama uThaane vaaleham nahii.n hai.n to karaachii hu.aa tanhaa kaisaa
karachi me.n muhaajir aur inglistaan me.n kaaletirii taqdiir me.n 'jaamii' likhii hai KHaana-barbaadii
karachi me.n bhii mo'atabar ho rahaa haisuKHan me.n jo andaaz lahore kaa hai
begam P.I.A se karaachii chalii ga.ii.nab ham bhii jaane vaale hai.n saamaan to gayaa
rahnaa pa.Daa hai duur karachi se varna hamis shahr-e-be-misaal ke aashiq sadaa ke hai.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books