SEARCH RESULTS
Showing search results for "karachi"
Ghazal MATCHES FOR "karachi"
Ghazal
aduu havaa.o karaachii ke log haare nahii.n
jo ghar giraa.o vo baar-e-digar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
KHudaa yahaa.n bhii ta'assub vahaa.n bhii hai ki nahii.n
karachi vaalo.n se hindostaan puuchhtaa hai
Nawaz Deobandi
Ghazal
karachi kaa kitchen ho yaa vo dakkan kii raso.ii ho
namak kaa farq hai baigan baghaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
aaj KHaamosh hai.n ha.ngaama uThaane vaale
ham nahii.n hai.n to karaachii hu.aa tanhaa kaisaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Jami Rudaulvi
Ghazal
karachi me.n bhii mo'atabar ho rahaa hai
suKHan me.n jo andaaz lahore kaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
begam P.I.A se karaachii chalii ga.ii.n
ab ham bhii jaane vaale hai.n saamaan to gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
rahnaa pa.Daa hai duur karachi se varna ham
is shahr-e-be-misaal ke aashiq sadaa ke hai.n
Anwar Khalil
Ghazal
bichha.D gayaa thaa to us kaa KHayaal kyo.n aayaa
yahii to dukh hai ki shiishe me.n baal kyo.n aayaa
Ahmad Azeem
Ghazal
jis ke liye ik umr ku.e.n jhaa.nkte guzrii
vo maah-e-karachi mah-e-kan.aa.n kii tarah thaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
ham log karachi ke ajab log hai.n saahab
khaanaa hai samundar me.n to piinaa sar-e-saahil
Osaama ameer
Ghazal
tuubaa-qadaan-e-shahr-e-karachi ne sar-basar
sar par uThaa ke rakkhaa hai is aasmaan ko
Havi Momin Abadi
Ghazal
sabza havaa se avvalii.n barsaat me.n khulaa
vo shaKHs mujh se pahlii mulaaqaat me.n khulaa
Ahmad Azeem
Ghazal
dil is hujuum-e-shahr me.n tanhaa kahe.n jise
aisaa nahii.n ko.ii ki shanaasaa kahe.n jise