aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "mela"
kahaa.n KHabar thii kalii ko ki baaG kaa maaliikaregaa us pe sitam aur phir masal degaa
is shajar pe phal ko aa.e ik zamaana ho gayaaDaal do chuTkii se gar tho.Daa saa paanii aur hai
dil ik na.ii duniyaa-e-ma.aanii se milaa haiye phal bhii hame.n naql-e-makaanii se milaa hai
har ko.ii dekh ke maalii ko du.aa dene lageai mire dosto aisaa phalo aisaa phuulo
dil KHayaalo.n se paa.emaal rahaasabza-e-rah-guzar haraa na hu.aa
biij milegaa miTTii me.n to degaa phalchal re o dhartii ke la.al miTii Daal
bejaa hu.aa bajaa hu.aa jo kuchh hu.aa hu.aamaKHluuq vo falak kii na thii mai.n malak na thaa
mele Thele jhuulaa chakrii holii divaalii raakhii goTheid moharram zehn me.n mere basaa hu.aa hai sab kaa sab
ek naa-ahl hai is vaqt chaman kaa maaliiphuul bhii to nahii.n bedaar KHudaa KHair kare
jin ko thaa phuul to.Dnaa vo to.D liye ga.emaalii lagaa hii rah gayaa bas dekh-bhaal me.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books