aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "myth"
vo jis kii daastaa.n phailii dil-e-diivaana meraa thaazabaane.n dushmano.n kii thii.n magar afsaana meraa thaa
anqaa kaa 'aish' naam to hai go nishaa.n nahii.nyaa.n vo bhii kho chuke hai.n talaash-e-dahan me.n ham
haqiiqat kuchh to hotii hai yaqiinankahii.n jhuuTe bhii afsaane bane hai.n
rishto.n kaa apnaa-pan jhuuTaashaa.o.n kaa saavan jhuuT
ye kaun hai jo mahfil mahfil har sach ko jhuuT banaataa haikis ke ma.anii kii yakjaa.ii aasaan bhii hai aur mushkil bhii
pyaar tumhaaraa jhuuTaa hai aur jhuuTaa hai bhagvaan bhii shaayadvarna kuchh to kahte buu.Dhe mandir ke rakhvaale patthar
Galat-fahmiyaa.n 'miit' rakkho na dil me.nvahii sach nahii.n jitnaa tum ne sunaa hai
ye qissa jhuuT sahii lekinsun.ne me.n achchhaa lagtaa hai
haqiiqat hai ise maane.n na maane.n ghaTtii ba.Dhtii hai.nvo jhuuTii ho.n ki sachchii daastaane.n ghaTtii ba.Dhtii hai.n
badaltaa jaa rahaa hai jhuuT sach me.nkahaanii me.n sadaaqat aa rahii hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books