aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "puncture"
riyaasat jab bhii Dahtii hai navaase dukh uThaate hai.nkahii.n puncture banaate hai.n kahii.n Taa.nga chalaate hai.n
meraa siina ko.ii chhalnii bhii agar kar de to kyaamai.n ne to ab apne siine kaa sipar rakkhaa hai naam
tirii nazar ne is andaaz se lagaa.ii choTnishaana dil kaa liyaa aur jigar pe aa.ii choT
dil par lagaa rahii hai vo niichii nigaah choTphir choT bhii vo choT jo hai be-panaah choT
zabaa.n se aah kyaa uf tak nahii.n nikliito ab ke choT kuchh gahrii lagii hai kyaa
ab mujhe kiil se laTaknaa haipanting sii banaa rahaa hai mujhe
kuchh tiir mere siine me.n paivast ho ga.ekuchh tiir mere siine se baahar guzar ga.e
paa.nv apnaa mere siine pe rakh diije ek baarik laat bhii to maariye haatim kii gor par
kaT gayaa buu.nd buu.nd me.n pattharchoT patthar kii sah gayaa paanii
paa.nv me.n choT aane ke pyaare bahaane jaane depesh-raft aage hamaare kab ye uzr la.ng hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books