aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "risk"
yaad kii dhuup to hai roz kii baathaa.n mujhe chaa.ndnii se KHatra hai
hai ajab kuchh mu.aamla darpeshaql ko aagahii se KHatra hai
mai.n kahuu.n kis tarah ye baat us setujh ko jaanam mujhii se KHatra hai
aish-e-ummiid hii se KHatra haidil ko ab dil-dahii se KHatra hai
aaj bhii ai kanaar-e-baan mujheterii ik saa.nvlii se KHatra hai
shahr-e-Gaddaar jaan le ki tujheek amrohvii se KHatra hai
kyaa kahuu.n jaan ko bachaane mai.n'jaun' KHatra hai jaan jaane kaa
use chaahaa thaa mai.n ne ki rok rakhuu.n mirii jaan bhii jaa.e to jaane na duu.nkiye laakh fareb karo.D fusuu.n na rahaa na rahaa na rahaa na rahaa
aasmaa.n aisaa bhii kyaa KHatra thaa dil kii aag seitnii baarish ek shole ko bujhaane ke liye
dil kii baazii lage phir jaan kii baazii lag jaa.eishq me.n haar ke baiTho nahii.n haare jaa.o
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books