aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "route"
mai.n apnii raah me.n diivaar ban ke baiThaa huu.nagar vo aayaa to kis raaste se aa.egaa
puuchh baiThaa huu.n mai.n tujh se tire kuuche kaa patatere haalaat ne kaisii tirii suurat kar dii
aage siidhe haath pe ek taraa.ii haimai.n ne pahle bhii ye rasta dekhaa hai
daa.era-vaar hii to hai.n ishq ke raaste tamaamraah badal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hai.n
go haram ke raaste se vo pahu.nch ga.e KHudaa taktirii rahguzar se jaate to kuchh aur baat hotii
ab itnii band nahii.n Gam-kado.n kii bhii raahe.nhavaa-e-kuucha-e-mahbuub chal to saktii hai
kaTii hu.ii hai zamii.n koh se samundar takmilaa hai ghaav ye dariyaa ko raasta de kar
dau.De hai.n magar sehn se baahar nahii.n dau.Deghar hii me.n rahe paa.nv me.n jaada nahii.n pahnaa
sub.h-e-bahaar aa.ii thii le kar rut bhii na.ii shaaKHe.n bhii na.iiGuncha-o-gul se pyaar hai lekin shaaKH se nafrat aaj bhii hai
yak qadam vahshat se dars-e-daftar-e-imkaa.n khulaajaada ajzaa-e-do-aalam dasht kaa shiiraaza thaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books