SEARCH RESULTS
Showing search results for "route"
Nazm MATCHES FOR "route"
Nazm
raqib se!
jab kahii.n baiTh ke rote hai.n vo bekas jin ke
ashk aa.nkho.n me.n bilakte hu.e so jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi-nama
kalma bhii pa.Dhte jaate hai.n rote hai.n zaar-zaar
sab aadmii hii karte hai.n murde ke kaarobaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
muflisi
zan bachche rote hai.n goyaa naanii guzar ga.ii
ham-saaya puuchhte hai.n ki kyaa daadii mar ga.ii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tu nahin jaanti
log kyo.n raat ko uTh ke rote hai.n sote nahii.n
tuu ne ab tak ko.ii shab agar jaagte bhii guzaarii
Tahzeeb Hafi
Nazm
to behtar hai yahi
tuu agar chaahe to ham ik duusre ko chho.D kar
apne apne be-vafaa.o.n ke liye rote rahe.n
Ahmad Faraz
Nazm
wo hansti hai to uske hath rote hain
vo ha.nstii hai to us ke haath rote hai.n
ajab la.Dkii hai
Abbas Tabish
Nazm
eid
chalo ki rote hu.o.n ko ha.nsaa ke eid manaa.e.n
kisii ke dard ko apnaa banaa ke eid manaa.e.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
mujrim
shiddat-e-faaqa se rote hu.e nanhe bachche
ek roTii ke nivaale se bahal jaate hai.n