aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "science"
taa-saaf kare dil na mai-e-saaf se suufiikuchh suud-o-safaa ilm-e-tasavvuf nahii.n kartaa
ai Gam-e-duniyaa tujhe kyaa ilm tere vaastekin bahaano.n se tabii.at raah par laa.ii ga.ii
hamaaraa ilm to marhuun-e-lauh-e-dil hai miyaa.nkitaab-e-aql to bas taaq par dharii hu.ii hai
ilm kii had se pare banda-e-momin ke liyelazzat-e-shauq bhii hai nemat-e-diidaar bhii hai
ilm kaa maujuud aur faqr kaa maujuud aurash.hado an laa ilaah ash.hado an laa ilaah
KHatraa-e-bisyaar-daanii kii qasamilm me.n bhii kuchh kamii darkaar hai
diyaa ilm o hunar hasrat-kashii kofalak ne mujh se ye kaisii daGaa kii
zabt dekho sab kii sun lii aur kuchh apnii kahiiis zabaa.n-daanii par aise be-zabaa.n paidaa hu.e
tumhaaraa tajraba shaayad alag homujhe to ilm ne bhaTkaa diyaa hai
kyaa ilm ki rote ho.n to mar jaate ho.n 'faisal'vo log jo aa.nkho.n ko kabhii nam nahii.n karte
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books