aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "shirt"
din-ba-din ba.Dhtii ga.ii.n us husn kii ra.anaa.iyaa.npahle gul phir gul-badan phir gul-badaamaa.n ho ga.e
de.n paaki-e-daaman kii gavaahii mire aa.nsuuus yuusuf-e-bedard kaa e.ajaaz to dekho
raste me.n vo milaa thaa mai.n bach kar guzar gayaaus kii phaTii qamiis mire saath ho ga.ii
vo le le.n gosha-e-daaman me.n apne yaa falak chun lemirii aa.nkho.n me.n aa.nsuu baar baar aayaa nahii.n karte
chaak parde se ye Gamze hai.n to ai parda-nashii.nek mai.n kyaa ki sabhii chaak-e-garebaa.n ho.nge
ha.ns ke ab dekhte hai.n chaak-e-garebaa.n meraaapne aa.nsuu mire daaman me.n chhupaane vaale
ye tahziib-e-chaman badlii hai bairuunii havaa.o.n negarebaa.n-chaak phuulo.n par kalii kaa muskuraa denaa
mai.n aaj apne ghar se nikalne na paa.uu.ngaabas ik qamiis thii jo miraa bhaa.ii le gayaa
utaar phe.nkuu.n badan se phaTii puraanii qamiisbadan qamiis se ba.Dh kar kaTaa-phaTaa dekhuu.n
Gash hai.n ki be-dimaaG hai.n gul-pairahan namataz-bas dimaaG-e-itr-e-garebaa.n nahii.n rahaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books