aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "sin"
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar dindekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
mujh ko tahziib ke barzaKH kaa banaayaa vaarisjurm ye bhii mire ajdaad ke sar jaa.egaa
bahut katraa rahe ho muGbacho.n segunaah-e-tark-e-baada kar liyaa kyaa
yahaa.n ek bachche ke KHuun se jo likhaa hu.aa hai use pa.Dhe.ntiraa kiirtan abhii paap hai abhii meraa sajda haraam hai
ye chand lamho.n kii be-iKHtiyaariyaa.n hai.n 'vasiim'gunah se rishta bahut der rah nahii.n saktaa
ye paap hai kyaa ye punn hai kyaa riito.n par dharm kii mohre.n hai.nhar yug me.n badalte dharmo.n ko kaise aadarsh banaa.oge
rachaa hu.aa hai badan me.n abhii suruur-e-gunaahabhii to KHauf nahii.n aa.egaa sazaa se mujhe
aashiqo husn-e-jafaakaar kaa shikva hai gunaahtum KHabardaar KHabardaar na aisaa karnaa
ijz-e-gunaah ke dam tak hai.n ismat-e-kaamil ke jalvepastii hai to bulandii hai raaz-e-bulandii pastii hai
kyaa vo bhii be-gunah-kush o haq-naa-shanaas hai.nmaanaa ki tum bashar nahii.n KHurshiid o maah ho
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books