SEARCH RESULTS
Showing search results for "sin"
Ghazal MATCHES FOR "sin"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
abhii sin hii kyaa hai jo bebaakiyaa.n ho.n
unhe.n aa.e.ngii shoKHiyaa.n aate aate
Dagh Dehlvi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
sau qisso.n se behtar hai kahaanii mire dil kii
sun us ko tuu ai jaan zabaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
iid ke din rovtaa hai hijr sii.n ramzaan ke
be-nasiib us shaiKH kii dekho ajab fahmiid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
yahii aaho.n ke taaro.n me.n sadaa hai
ki baar-e-Gam sii.n KHam jyuu.n cha.ng ho jaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
agar ham aashnaa hote tirii begaana-KHuu.ii sii.n
baraa-e-maslahat zaahir me.n begaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
Ghazal
huu.n dost jo kahtaa huu.n sin ai jaan ke dushman
behtar to tujhe tark hai taa-KHvaar na hove
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil-e-sozaa.n kuu.n Dar hai anjhuvaa.n sii.n
aab ho hai sharaar kaa dushman
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
'siraaj' aatish me.n hai tere firaaqo.n
bujhaa jaa mahr sii.n yak baar mohan
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ab lagtaa hai ik dil bhii hai siine me.n
pahle kuchh takliif nahii.n thii ab hotii hai