aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "sip"
ai shauq vahii mai pii ai hosh zaraa so jaamehmaan-e-nazar is dam ik barq-e-tajallii hai
tum aa.nkh muu.nd ke pii jaa.o zindagii 'qaisar'ki ek ghuu.nT me.n mumkin hai bad-maza na lage
saaqiyaa ek nazar jaam se pahle pahleham ko jaanaa hai kahii.n shaam se pahle pahle
ek pal bhii kabhii ho jaataa hai sadiyo.n jaisaader kyaa karnaa yahaa.n haath ba.Dhaa jaam uThaa
mu.nh chuum le ko.ii is adaa pesarkaa ke zaraa naqaab pii lii
giraa hai TuuT kar shaayad mirii taqdiir kaa taaraako.ii aavaaz aa.ii thii shikast-e-jaam se pahle
ye mire yaar kii aa.nkho.n me.n rahaa kartii thiipuuchhiye kuchh na hu.ii dostii mai se kaise
saamne rakh ke chaa.e kii pyaaliichuskii chuskii tirii kamii chakkhii
mai-kashii ke bhii kuchh aadaab baratnaa siikhohaath me.n apne agar jaam liyaa hai tum ne
kahaa.n kii tauba kaisaa ittiqaa ahd-e-javaanii me.nagar samjho to aa.o tum bhii chakkho ham bhii piite hai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books