SEARCH RESULTS
Showing search results for "sip"
Ghazal MATCHES FOR "sip"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ham ko aa.nsuu hii milte hai.n siip me.n bhii
vo ashko.n me.n motii royaa karte hai.n
Swappnil Tiwari
Ghazal
saahilii ret me.n kyaa aisii kashish hai ki guhar
siip me.n band samundar se nikal jaate hai.n
Tauqeer Taqi
Ghazal
mire is avvalii.n ashk-e-mohabbat par nazar kar
ye motii siip me.n phir umr-bhar aataa nahii.n hai
Khursheed Rizvi
Ghazal
mai.n ne kahaa ye mauj se dariyaa kaa kyaa hu.aa
kahne lagii ke siip ke motii me.n aa ke dekh
Sameena Gul
Ghazal
apne hone kii tab-o-taab se baahar na hu.e
ham hai.n vo siip jo aazaada-e-gauhar na hu.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
hamaare hisse me.n aa.ii hai ret saahil kii
kisii ne chhiin lii vo siip jis me.n gauhar thaa
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
siip bujhte hu.e suuraj kii taraf dekhte hai.n
kaisii barsaat mirii jaan kahaa.n kaa baadal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
jo ho sake to ab ke bhii saagar ko lauT aa
saahil ke siip svاatii kii buu.ndo.n se bhar ga.e
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
ghar badalne se bhii taqdiir badal jaatii hai
siip me.n paanii pa.Daa ban ke vo gauhar niklaa
Muztar Azmi
Ghazal
motiyo.n kii aabru.e.n luuTne vaale bahut
siip ke qaidii samundar-dar-samundar phail jaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
vahii to sang-taraasho.n kaa dast-e-pinhaa.n hai
vahii to siip se motii nikaal detaa hai
Nihal Rizvi
Ghazal
siip muTThii me.n hai aafaaq bhii ho saktaa hai
aur agar chaahuu.n to ye KHaak bhii ho saktaa hai