aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "start"
jo mai.n sar-ba-sajda hu.aa kabhii to zamii.n se aane lagii sadaatiraa dil to hai sanam-aashnaa tujhe kyaa milegaa namaaz me.n
sunaa hai hame.n vo bhulaane lage hai.nto kyaa ham unhe.n yaad aane lage hai.n
vo meraa gaa.nv hai vo mere gaa.nv ke chuulheki jin me.n shole to shole dhu.aa.n nahii.n miltaa
is shahr ke baadal tirii zulfo.n kii tarah hai.nye aag lagaate hai.n bujhaane nahii.n aate
palke.n bhii chamak uThtii hai.n sote me.n hamaariiaa.nkho.n ko abhii KHvaab chhupaane nahii.n aate
hai barpaa har galii me.n shor-e-naGmamirii fariyaad maarii jaa rahii hai
tumhaarii yaad ke jab zaKHm bharne lagte hai.nkisii bahaane tumhe.n yaad karne lagte hai.n
hadiis-e-yaar ke unvaa.n nikharne lagte hai.nto har hariim me.n gesuu sa.nvarne lagte hai.n
sabaa se karte hai.n Gurbat-nasiib zikr-e-vatanto chashm-e-sub.h me.n aa.nsuu ubharne lagte hai.n
ishq aaGaaz me.n halkii sii KHalish rakhtaa haibaad me.n saik.Do.n aazaar se lag jaate hai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books