SEARCH RESULTS
Showing search results for "start"
Nazm MATCHES FOR "start"
Nazm
shaeraat aur shair mein kabaDDi
ik shaa.ir-e-jadiid ne chaahaa dabochnaa
us shaa.era ne kar diyaa start nochnaa
Sheikh Nizami
Nazm
shikwa
shart insaaf hai ai saahib-e-altaaf-e-amiim
buu-e-gul phailtii kis tarah jo hotii na nasiim
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
ek mulaqat
ga.ii to sog me.n Duube qadam ye kah ke ga.e
safar hai shart shariik-e-safar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHudaon se kah do
maut merii ik shart maan kar aa.e
pahle jiite-jii mujh se mulaaqaat kare
Kishwar Naheed
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
sham-e-sahar ye kah ga.ii soz hai zindagii kaa saaz
Gam-kada-e-numuud me.n shart-e-davaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
pyar ka jashn
mai.n na kahtaa thaa mire ghar me.n bhii aa.egii bahaar
shart itnii thii ki pahle tujhe aanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
bachpan ka wo zamana
ik garm istirii ko chehre pe aap phere.n
umda hai meraa nusKHa hai shart aazmaanaa
Abdul Qadir
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
KHuun-e-jamhuur me.n bhiige hu.e parcham le kar
mujh se afraad kii shaahii ne vafaa maa.ngii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri hansi
kalii ke izn-e-tabassum ke saath shart ye hai
ki der tak kisii aaGosh me.n mahak na sake
Mustafa Zaidi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
yuu.n zabaanii javaab to kyaa duu.n
shart bad kar chalo to dikhlaa duu.n
Ismail Merathi
Nazm
chaar fitne
shart ammaa.n se kahiye kahaanii na.ii
ek apnii sii la.Dkii se hai dostii
Aale Ahmad Suroor
Nazm
pan chakki
me.nh barastaa ho yaa chale aa.ndhii
tuu ne chalne kii shart hai baa.ndhii