aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "supply"
us kaa lashkar jahaa.n-tahaa.n ya.aniiham bhii bas be-kumak ga.e ho.nge
masjid ke zer-e-saaya KHaraabaat chaahiyebhau.n paas aa.nkh qibla-e-haajaat chaahiye
iltijaa tujh se kab ai qibla-e-haajaat na thiiterii dargaah me.n kis roz munaajaat na thii
mai-kada kyuu.n hai qibla-e-haajaatvo mujhe bevaquuf kahte hai.n
sahraa ke sa.ngiin safar me.n aab-rasaanii kam na pa.Desaarii aa.nkhe.n bhar kar rakhnaa dekho paanii kam na pa.De
'maKHmuur' ye duniyaa vo rasad-gaah-e-ajal haizinda hai yahaa.n ko.ii to marne ke liye hai
zamii.n-taa-falak ho miraa naam raushankuchh aisaa hii jiine kaa saamaan kar de
is baab-e-rasad se rizq-e-taqdiirle aa.e jo kuchh giraa pa.Daa thaa
jo daar-o-rasan se bhii ruktaa nahii.nsaro.n me.n vo saudaa-e-KHaam aa gayaa
kis se karuu.n umiid mai.n haajat-ravaa.ii kiijuz tere ko.ii qibla-e-haajaat bhii nahii.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books