aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "surgeon"
ashk aa.nkho.n se gire KHuun rago.n me.n jo na thaamai.n ne aaKHir adab-e-nashtar-e-fassaad kiyaa
qaatil idhar jarraah udhar mai.n niim-bismil KHaak parik tiir-e-kash ik tiir-e-zan ek is taraf ek us taraf
rakh na sozan ko zaraa dekh to le ai jarraahqaabil-e-baKHiya miraa zaKHm-e-jigar hai ki nahii.n
zaKHmo.n kaa ek silsila achchhaa nahii.n lagaajarraah ko ye tajraba achchhaa nahii.n lagaa
naasuur kii sifat hai na hogaa kabhuu vo bandjarraah zaKHm-e-ishq kuu.n aa kar siyaa to kyaa
'agyaat' ye jo sant hai.n surgeon se nahii.n kamupdesh kii qai.nchii se anaa kaaT rahe hai.n
sho.ala-e-hijr se KHuu.n KHushk hu.aa hai us kaarag-e-aashiq pe sitam nashtar-e-fassaad na kar
had se aage na ba.Dhe dekhiye mizhgaan-e-daraazchhe.Dne ke liye kam nashtar-e-fassaad nahii.n
dil kii betaabii se Taa.nke mire sab TuuT ga.epaTTii jarraah kaho zaKHm pe kyuu.nkar baa.ndhe
kis kii mizhgaa.n ne hamaare saath kaavish kii shuruu.aKHuun ke qatre rago.n me.n nashtar-e-fassaad hai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books