aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "traffic"
chalnaa traffic jaam me.nab 'ka.nval' aadat hu.ii
pha.nsii hu.ii hai traffic kii bhii.D me.n vo jahaa.nvahaa.n ke surKH ishaare kaa dukh samajhte ho
Gariibo.n par nuzuul-e-har-balaa-e-naa-gahaa.n kyo.n hoye one way mustaqil traffic bhalaa ai aasmaa.n kyo.n ho
piichhe mu.D kar dekhne kii aarzuu mat kiijiyezindagii one way traffic hai bahaa.o tez hai
kyaa ajab chaal chal rahaa hai dinhaadso.n se sa.nbhal rahaa hai din
raah kii aasaaniyaa.n jaatii rahii.nmanzilo.n kaa marhala baaqii rahaa
maujzan gum-gashta manzil kii lagankaarvaa.n-dar-kaarvaa.n chalte rahe
manzile.n ma.aduum ho jaa.e.ngii sabraasta hairat me.n gum ho jaa.egaa
har baat par duniyaa kii Dhero.n dekh kar chaalaakiyaa.ndikhne lagii.n hai.n jaane kitnii KHuubiyaa.n naadaan me.n
'ajab tanaav hai maahaul me.n kahe.n kis sekahii.n pe aaj ko.ii haadsa hu.aa to nahii.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books