aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "trunk"
mai.n jaan luu.ngaa ki ab saa.ns ghuTne vaalaa haihare daraKHt se jab shaaKH kaT rahii hogii
saas ne aaj khilaa.ii hai jalebii mujh koniim kaa pe.D bhii misrii kii Dalii hotaa hai
yahaa.n zamiin pe balve yahaa.n zamii.n pe fasaadnikaal rakhte hai.n sanduuq se kafan apne
jo miraa takiya-e-javaanii thaausii bargad kii jhuk ga.ii hai kamar
jaise kisii tane se ju.Daa ho tamaam pe.Dmere azal abad se baGal-giir ek pal
dard kaa chehra thaa barbaad hu.aadasht me.n suukhaa shajar baaqii hai
mai.n jis se kaT ke judaa ho gayaa tanaavar thaahai us ke naam raqam saaya-e-shajar karnaa
hai zamii.n-bos imaarat itniiis kaa siina bhii tanaa thaa pahle
havas bhii kyaa ko.ii KHasta sutuu.n haidaraKHt-e-naarasaa kii saaq hai vo
us kaa achchhaa honaa bhii us ke liye hai ik azaabpe.D se sandal ke dekhe.n kitne lipTe saa.np hai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books