aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "tube"
shab tire partav se labrez-e-lataafat thaa chamanhar gul-e-shabbuu se jaarii nuur kaa favvaara thaa
ye aan hai ai yaaro yaa nok hai barchhii kiiyaa siine se tiiro.n ke paikaan nikalte hai.n
sailaab me.n saa.at ke mujhe phe.nkne vaaleTuuTaa hu.aa ik pul hii sambhalne ke liye de
ummiid sahaare kii un se ai Duubne vaale tauba karye sirf tamaashaa.ii saare dariyaa ke kinaare hote hai.n
ghar me.n haal buzurgo.n kaa abpiital ke bartan jaisaa hai
tauba se hamaarii botal achchhiijab TuuTii hai jaam ho ga.ii hai
nabz maddham hai saa.ns hai Duubiiphir bhii ik e'tibaar baaqii hai
nabz par merii abas haath tuu rakhtaa hai tabiibye maraz aur hai aur is kii davaa aur hii hai
pul kii ta.amiir kaa saamaan nahii.n ishq ke paasruuh baiThii hai udhar jism idhar baiThaa hai
ek hii vaar me.n utaaraa sarteG-e-qaatil kii dhaar kyaa kahnaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books